Theharta ek bhi manzar nai veran ankho mai
Theharta ek bhi manzar nai veran ankho mai
Theharta ek bhi manzar nai veran ankho mai hamary shehar sy badal bhi be barsy nikalta hy
Roz aatay Hain Baadal , Abr-E-Rehmat lay Kar
Roz aatay Hain Baadal , Abr-E-Rehmat lay Kar
Roz aatay Hain Baadal , Abr-E-Rehmat lay Kar, Meray Sheher Ke Aamaal Unhain Brasnay Nahin Detay
Barish hui to ghar ke dareeche se lage ham
Barish hui to ghar ke dareeche se lage ham
Barish hui to ghar ke dareeche se lage ham, Chup-chaap sogwaar tumhen sochte rahe…..!!!
Kai rog dey gai hai naye mausmon ki barish
Kai rog dey gai hai naye mausmon ki barish
Kai rog dey gai hai naye mausmon ki barish,, Mujhay yaad aa rahay hain mujhay bhool janay walay
Ye barishain bhi tum si hain
Ye barishain bhi tum si hain, Jo baras gayi tou bahaar hain, Jo thehar gayi tou qaraar hain, Kabhi aa gayi yunhi be’sabab, ...
Is Baarish Kay Mausam Main Ajeeb Si Kashish Hai
Is Baarish Kay Mausam Main Ajeeb Si Kashish Hai
Is Baarish Kay Mausam Main Ajeeb Si Kashish Hai, Na Chahte Howay Bhi Koi Shidat Say Yaad Aata Hai
Ab kon se mausam se koi aas lagaye
Ab kon se mausam se koi aas lagaye
Ab kon se mausam se koi aas lagaye, Barsaat mein bhi yaad na jab un ko hum aye
Barish aur mohabbat dono hi bohat yaadgar hote hain
Barish aur mohabbat dono hi bohat yaadgar hote hain
Barish aur mohabbat dono hi bohat yaadgar hote hain, Farq sirf itna hai, Barish main jism bheeg jata hai aur mohabbat main ankhain