Teri Nigah bhi is Dour ki zakaat hui
Teri Nigah bhi is Dour ki zakaat hui, Jo Mustahiq hai usi par na pari
Teri Nigah bhi is Dour ki zakaat hui
Teri Nigah bhi is Dour ki zakaat hui, Jo Mustahiq hai usi par na pari
Parwaana aur shamma ki ulfat na mujh se pooch
Parwaana aur shamma ki ulfat na mujh se pooch, Apni na keh sakaa to kahoon kya paraayi baat
Dil na’umeed tou nahin, na’kaam hi tou hai
Dil na’umeed tou nahin, na’kaam hi tou hai, Lambi hai ghum ki shaam, magar shaam hi tou hai
Nafrat usi kay sath mohabbat usi kay sath
Nafrat usi kay sath mohabbat usi kay sath, Han qata kar lia hai ta’aluq sabhi kay sath
Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed
Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed, Us sey mera koi rishta bhi nahi tha shayed
log letey hain yon hi shamma or parwaney ka naam
log letey hain yon hi shamma or parwaney ka naam, Kuch nahi hai is jahan me ghum kay afsaney ka naam
Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe
Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe, Teri khushi kay lia khud ko ya saza dun ga
Badal dia hai kuch itna hazaan na chahroon ko
Badal dia hai kuch itna hazaan na chahroon ko Bhaar aye to shaid hamain na pahchaanay
Baaqi ab meray hisay ki ab do hee baatain hain
Baaqi ab meray hisay ki ab do hee baatain hain, Jeenay ki dua dena marnay ki duaa karna
Bara hai dard rishta ye dil ghareeb hi sahi
Bara hai dard rishta ye dil ghareeb hi sahi, Tumharay naam par ayain gay Ghum gusaar chalay